Aankhon Mein Kyun Nami Hai Lyrics | Dekh Bhai Dekh | Rahat Fateh Ali Khan, Rajab Ali | Abuzar-Prem Anand

Aankhon mein kyun nami hai, jindagi mein kuchh kami hai – (2)
Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
Mere maula kyun bebas abb hamin hai
Aankhon mein kyun nami hai

Dil mein reh gayi saari khwaaishein
Sehara lage jahaan sukun abb hamaara kho gaya
Nainon se o rahi ashqon ki baarishein
Chain abb hai kahaana juda saara aalam ho gaya
Raaste kyun nahi hai, manjilein na kahin hai
Aankhon mein kyun nami hai

Tutake bikhari abb toh har khushi, jina lage saja
Thukaraaya kyun sabne hamein
Dekhe the khwaab jo ujade hai aaj woh
Apane huye khafa kaise bataau main tumhe
Dhadkane kyun thami hai, kho gayi abb hansi hai
Aankhon mein kyun nami hai, jindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
Mere maula kyun bebas abb hamin hai
Aankhon mein kyun nami hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *