Aankhon Ke Paimane Pee Song Lyrics from the movie/album Lal Pari released in the year 2018 starring Mahipal, Shakeela. The song Aankhon Ke Paimane Pee was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by Kidar Kapoor. The music was given by Hans Raj Behl. The lyrics were Penned by Assad Bhopali

Aankhon Ke Paimane Pee Lyrics

Ankhon Ke Paimane Pee
Julfo Ke Saaye Me Jee
Muskura Le O Ho Ho
Dil Laga Leo Ho Ho
Ho Matvale Matvale Matvale

Rut Hai Bahar Ki
Rate Hai Pyar Ki
Thukra Na Aarzu
Ek Bekarar Ki
Rut Hai Bahar Ki
Rate Hai Pyar Ki
Thukra Na Aarzu
Ek Bekarar Ki
Tujhko Kasam Armaano Ki
Jalte Hue Parvano Ki
Muskura Le Dil Laga Le
Ho Matvale Matvale Matvale

Mere Habib Aa
Dil Ke Karib Aa
Kismat Ka Gaur Le
Ae Khushnasib Aa
Mere Habib Aa
Dil Ke Karib Aa
Kismat Ka Gaur Le
Ae Khushnasib Aa
Ye Hai Baat Isharo Ki
Kar Le Ser Nazaaro Ki
Muskura Le Dil Laga Le
Ho Matvale Ho Matvale Matvale

Tu Hai Tanhai Hai
Main Hu Angdai Hai
Aankho Me Neend Ki
Masti Si Chhayi Hai
Tu Hai Tanhai Hai
Main Hu Angdai Hai
Aankho Me Neend Ki
Masti Si Chhayi Hai
Ye Hai Ghadi Tadpane Ki
Dil Se Dil Takrane Ki
Muskura Le Dil Laga Le
Ho Matvale Matvale Matvale
Ankhon Ke Paimane Pee
Julfo Ke Saaye Me Jee
Muskura Le O Ho Ho
Dil Laga Le O Ho Ho
Ho Matvale Matvale Matvale

Share your thoughts

Geeta dutt, Geeta, Best of geeta dutt, Aankh ke paimaane pee, Geeta bali, Aankhon se pee le, Geeta dutt (musical artist), Geeta dutt music, Meena kumari, Pehli pehchaan, Phool bane hain khaar, Hansraj behl (musical artist), Hansraj behl, Hansraj behl film, Meri tabahi pe tu bhi chup hai, Ravi shankar (musical artist), Gane sune ansune, Lata mangeshkar, Gaane sune ansune, Main jannat ki hoor hun, Nutan, Salman, Hansraj, Lalpari, Shankar