Aankhon Hi Aankhon Mein Song Lyrics from the movie/album Ek Se Badhkar Ek released in the year 2015 starring Sunil Shetty, Raveena Tandon. The song Aankhon Hi Aankhon Mein was sung by Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Kundan Shah. The music was given by Anand Raj Anand. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Times Records

Aankhon Hi Aankhon Mein Lyrics

Aankhon Hi Aankhon Mein
Ye Kya Baat Ho Gayi
Jaise Dil Ki Dil Se Mulakat Ho Gayi
Are Din Hi Mein Wo Hone Wali
Raat Ho Gayi
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba
Aankhon Hi Aankhon Mein
Ye Kya Baat Ho Gayi
Jaise Dil Ki Dil Se Mulakat Ho Gayi
Are Din Hi Me Wo Hone Wali
Raat Ho Gayi
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba

Aisa Na Samjhe Koi Baithenge
Hum Haar Ke
Jo Na Kar Dale Wo Gham Hai
Hum Deewane Pyar Ke
Aisa Na Samjhe Koi Baithenge
Hum Haar Ke
Jo Na Kar Dale Wo Gham Hai
Hum Deewane Pyar Ke
Are Dekhoge Tum Kaisi Karamat Ho Gayi
Dekhoge Tum Kaisi Karamat Ho Gayi
Are Din Hi Mein Wo Hone Wali
Raat Ho Gayi
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba

Zulfon Ka Ek Fanda
Ek Shikari Pe Hai Phenkana
Pehle Ho Jaane Do Ye Nazara
Phir Tum Dekhna
Are Zulfon Ka Ek Fanda
Ek Shikari Pe Hai Phenkana
Pehle Ho Jaane Do Ye Nazara
Phir Tum Dekhna
Kaise Kaise Jalwo Ki Barsat Ho Gayi
Kaise Kaise Jalwo Ki Barsat Ho Gayi
Are Din Hi Mein Wo Hone Wali
Raat Ho Gayi
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba

Aankhon Hi Aankhon Mein
Ye Kya Baat Ho Gayi
Jaise Dil Ki Dil Se Mulakat Ho Gayi
Are Din Hi Mein Wo Hone Wali
Raat Ho Gayi
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba
Rabba Oye Rabba Rabba Oye Rabba.

Share your thoughts

Sunil shetty songs, Raveena tandon, Raveena tandon songs, Raveena tandon ke gane, Kumar sanu, Akshay kumar songs, Anand raj anand songs, Anand milind hit songs, Ankhon mein tum ho fill movie, Ankhon mein tum ho full songs, Shilpa shetty songs, Ankhon mein tum ho 1997, Ankhon mein tum ho movie, Sunil shetty hit songs, Anand milind songs, Sunil shetty shilpa shetty songs, Anand milind, Judge mujrim sunil shetty, Sunil shetty comedy, Sunil shetty movie clip