Aankho Se Tune Ye Kya Keh Diya
Dil Ye Divana Dhadakne Laga
Tanhayi Me Ham Mile Is Tarah
Barish Me Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga
Main Machalne Lagi
Bund Tan Pe Giri
Jaan Machalane Lagi
Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha
Aankho Se Tune Ye Kya Keh Diya
Dil Ye Divana Dhadakne Laga
Tanhayi Me Ham Mile Is Tarah
Barish Me Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga
Main Machalne Lagi
Bund Tan Pe Giri
Jaan Machalane Lagi
Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha
Thodi Sardi Bhi Hai
Thodi Garmi Bhi Hai
Thodi Hai Bebasi
Thodi Marji Bhi Hai
Aise Me Ham Bhala
Kya Kare Tu Bata
Jo Bhi Hota Hai Wo
Hone De Dilruba
Aankho Se Tune Ye Kya Keh Diya
Dil Ye Divana Dhadakne Laga
Tanhayi Me Ham Mile Is Tarah
Barish Me Shola Bhadakne Laga
Pas Aau Jo Main
Dil Ye Darta Hai Kyun
Dur Jayega Tu
Aisa Lagta Hai Kyun
Maine Wada Kiya
Maine Li Hai Kasam
Umr Bhar Naa Kabhi
Pyar Hoga Ye Kam
Aankho Se Tune Ye Kya Keh Diya
Dil Ye Divana Dhadakne Laga
Tanhayi Me Ham Mile Is Tarah
Barish Me Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga
Main Machalne Lagi
Bund Tan Pe Giri
Jaan Machalane Lagi
Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha
Aankho Se Tune Ye Kya Keh Diya
Dil Ye Divana Dhadakne Laga
Tanhayi Me Ham Mile Is Tarah
Barish Me Shola Bhadakne Laga
Aankho Se Tune Ye Kya Keh Diya Song Lyrics from the movie/album Ghulam released in the year 2018 starring Aamir Khan, Rani Mukherjee. The song Aankho Se Tune Ye Kya Keh Diya was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Mukesh Bhatt, Vikram Bhatt. The music was given by Jatin Lalit. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts