Aankho Se Chhune Do Lyrics | Na Insaafi | Anupama Deshpande | Bappi Lahiri

Aankho Se Chhune Do Lyrics | Na Insaafi | Anupama Deshpande | Bappi Lahiri

Ye dhadakta dil
Ye machalte armaan
Har tamanna bekraar
Pyaasi jawani ko kabse hai tera intjaar
Ab to aake baahon me le le muhje
Pyar se chhu le mujhe

Chhune do chhune do
Na baba na baba
Chhune do chhune do
Na baba na baba
Chhune do chhune do chhune do
Dil mera chhu liya
Aankhon se chhu liya
Saanso se chhu liya
Jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
Pyaar hi pyaar luta aa
Aankhon se chhu liya
Saanso se chhu liya
Jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
Pyaar hi pyaar luta aa
Aankhon se chhu liya
Saanso se chhu liya
Chhune do chhune do
Na baba na baba
Chhune do chhune do
Na baba na baba
Chhune do chhune do chhune do

I am dancer
Aage pichhe dole ye
Jaane kyaa kyaa bole ye
Ye husn ke pyaase yaha
Karte hain pichha mera
Mujhko tanha chhode kyun
Mera dil kyun tode yun
Mujhse kabhi ab dur yun
Jaana na jaanewafa
Aankhon se chhu liya
Saanso se chhu liya
Jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
Pyaar hi pyaar luta aa
Aankhon se chhu liya
Are saanso se chhu liya

I am dancer
I am dancer
Kyaa bolun tu kaisa hain
Mere khwabo jaisa hain
Jaisa hain tu aisa koi
Hoga kahan dilrubba
Are pyaasi pyaasi raate hain
Pyaasi pyaasi saanse hain
Pyaasi meri baahon mein aa
Mujh mein hi tu doob jaa
Aankhon se chhu liya
Saanso se chhu liya
Jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
Pyaar hi pyaar luta aa
Aankhon se chhu liya
Are saanso se chhu liya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *