(Aankhon mein sapna
Sapno mein asha
Asha hain zindagi) – 2
Asha hain zindagi – 2
Aankhon mein sapna
Sapno mein asha
Asha hain zindagi – 3
Chahat ka nagma dhadkan sunaye
Sargam sajake dil aaj gaaye
Aankhon mein sapna
Sapno mein asha
Asha hain zindagi – 3
(Main toh hu raahi meri manzil tu
Par manzil tak mujhko jaana jaroor) – 2
Jaana mujhko jaroor
Aankhon mein sapna
Sapno mein asha
Asha hain zindagi – 3
Chahat ka nagma dhadkan sunaye
Sargam sajake dil aaj gaaye
Aankhon mein sapna
Sapno mein asha
Asha hain zindagi – 3