Aankho Me Basaya Tha Tumhe Dil Song Lyrics from the movie/album Takkar released in the year 2018 starring Suniel Shetty, Sonali Bendre. The song Aankho Me Basaya Tha Tumhe Dil was sung by Kumar Sanu. This movie/album was directed by Bharat Rangachary. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Maya Govind

Aankho Me Basaya Tha Tumhe Dil Lyrics

Aankho Me Basaya Tha
Ha Aankho Me Basaya Tha
Tumhe Dil Me Chhupaya Tha
Aankho Me Basaya Tha
Tumhe Dil Me Chhupaya Tha
Jab Chahu Tumhe Dekhu
Aaina Banaya Tha

Aankho Me Basaya Tha
Aankho Me Basaya Tha
Tumhe Dil Me Chhupaya Tha
Aankho Me Basaya Tha
Tumhe Dil Me Chhupaya Tha
Jab Chahu Tumhe Dekhu
Aaina Banaya Tha
Aankho Me Basaya Tha
Tumhe Dil Me Chhupaya Tha

Aankho Me Andhera Hai Virana Sehra Hai
Na Jane Mera Wo Chaand
Kis Shahar Me Utra Hai
Jine Ka Bata Tu Hi Ab Kya Armaan Karu
Mar Jaane Ka Ae Dil Koi Saaman Karu
Ik Sath Jiyenge Ham
Ha Ik Sath Jiyenge Ham
Kyun Khwab Dikhaya Tha
Ik Sath Jiyenge Ham
Kyun Khwab Dikhaya Tha
Jab Chahu Tumhe Dekhu
Aaina Banaya Tha

Kya Jaan Sakoge Tum Din Kaise Gujarta Hai
Ik Pal Bhi Nahi Gujare Ha Aise Gujarta Hai
Na Chain Hi Aata Hai Na Nind Hi Aati Hai
Teri Yaad Aati Hai Aakar Tadpaati Hai
Maine To Tujhe Janam
Ha Maine To Tujhe Janam
Palko Pe Bithaya Tha
Maine To Tujhe Jaanam
Palko Pe Bithaya Tha
Jab Chahu Tumhe Dekhu
Aaina Banaya Tha

Aankho Me Basaya Tha
Ha Aankho Me Basaya Tha
Tumhe Dil Me Chhupaya Tha
Aankho Me Basaya Tha
Tumhe Dil Me Chhupaya Tha
Jab Chahu Tumhe Dekhu
Aaina Banaya Tha

Share your thoughts

Aankhon mein base ho tum, Kumar sanu, Aankhon mein base ho tum lyrics, Anu malik, Aankhon mein basaya tha --- takkar (1995), Aankhon mein base ho tum tumhe dil mein chhupa lunga, Takkar songs, Tumhe apna banana hai lyrics salman ali, Kumar sanu alka duets, Lyrics --- maya govind music --- anu malik, Aankhon mein basaya tha, Kumar sanu old hindi songs, Aankhon mein base ho tum song with lyrics, Anu malik songs, Kishore kumar mere dil ne tadap ke lyrics