Aankh Lade To Ladaye Ja Song Lyrics from the movie/album Khel Muqaddar Ka released in the year 2018 starring Dara Singh, Aruna Irani. The song Aankh Lade To Ladaye Ja was sung by Usha Mangeshkar. The music was given by Sardul Kwatra. The lyrics were Penned by Munsif

Aankh Lade To Ladaye Ja Lyrics

Oye Oye Oye
Aankh Lade To Ladaye Ja
Chup Kar Ke
Ho Aankh Lade To Ladaye Ja
Chup Kar Ke
Mujhe Apni Banaye Ja
Chup Kar Ke
Jo Maja Pyar Ka Lena Hain
Jo Maja Pyar Ka Lena Hain
Mujhe Sine Se Lagaye Ja
Chup Kar Ke
Ho Aankh Lade To Ladaye Ja
Chup Kar Ke

Ye Pyar Bhi Ek Ibadat Hain
Koi Khel Nahi Tasviro Ka
Ye Pyar Bhi Ek Ibadat Hain
Koi Khel Nahi Tasviro Ka
Koi Kya Samjhe
Koi Kya Jane
Ye Mel Hain Do Takdiro Ka
Kahti Hain Jo Duniya Kahti Rahe
Kahti Hain Jo Duniya Kahti Rahe
Tu Pyar Nibhaye Ja
Chup Kar Ke
Ho Aankh Lade To Ladaye Ja
Chup Kar Ke

Ab Pyar Hamara Pyar Hain Wo
Ruh Ek Hain Jism Juda Sajna
Ab Pyar Hamara Pyar Hain Wo
Ruh Ek Hain Jism Juda Sajna
Duniya Ke Khuda Se Kya Rishta
Meri Duniya Ka Tu Hain Khuda Sajna
Koi Jalta Hain To Jalta Rahe
Koi Jalta Hain To Jalta Rahe
Tu Mauj Udaye Ja
Chup Kar Ke
Ho Aankh Lade To Ladaye Ja
Chup Kar Ke
Mujhe Apni Banaye Ja
Chup Kar Ke
Jo Maja Pyar Ka Lena Hain
Jo Maja Pyar Ka Lena Hain
Mujhe Sine Se Lagaye Ja
Chup Kar Ke
Ho Aankh Lade To Ladaye Ja
Chup Kar Ke
Ho Aankh Lade To Ladaye Ja
Chup Kar Ke

Share your thoughts

Muqaddar, Mangeshkar, Wadkar, Anuradha, Khel, Rang, Deewane, Ang, Usha, Ghar, Kawa, Goriye, Gulzar, Suresh, Hemlata, Mahendra, Veerinder, Khushiyon, Ka, Yeh, Hai, Tera, Hain, Gayi, Yaar, Chali, Manak, Kapoor, Babula, Chhori, Kuldip, Paudwal, Chorus, Chhod, Tere, Men, Lai, Hoon, Roop, Main, Jaipur, Ki, Hum, To, Toot, Mala, Oh