Aankh Hain Bhari Bhari Song Lyrics from the movie/album Tum Se Achcha Kaun Hai released in the year 2015 starring Rati Agnihotri, Nakul Kapoor. The song Aankh Hain Bhari Bhari was sung by Kumar Sanu. This movie/album was directed by Deepak Anand. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod, Kumar Sanu, Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Venus

Aankh Hain Bhari Bhari Lyrics

Aankh Hain Bhari Bhari Aur
Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho
Aankh Hain Bhari Bhari Aur
Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho
Zindagi Khafa Khafa Aur
Tum Dil Lagane Ki Baat Karthe Ho
Aankh Hain Bhari Bhari Aur
Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho

Mere Haalat Aisi Hai Ki
Main Kuch Kar Nahin Sakta
Mere Haalat Aisi Hai Ki
Main Kuch Kar Nahin Sakta
Tadapta Hai Yeh Dil Lekin
Yeh Aahen Bhar Nahin Sakta
Zakhm Hai Hara Hara Aur
Tum Chot Khaane Ki Baat Karte Ho
Zindagi Khafa Khafa Aur
Tum Dil Lagane Ki Baat Karthe Ho
Aankh Hain Bhari Bhari Aur
Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho

Zamane Mein Bhala Kaise
Mohabbat Log Karte Hai
Zamane Mein Bhala Kaise
Mohabbat Log Karte Hai
Wafa Ke Naam Ki Ab To
Shikayat Log Karte Hai
Aag Hai Buji Buji Aur Tum
Lau Jalane Ki Baat Karte Ho
Zindagi Khafa Khafa Aur Tum
Dil Lagane Ki Baat Karthe Ho
Aankh Hain Bhari Bhari Aur
Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho

Kabhi Jo Khwaab Dekha
To Mili Parchiyaan Mujhko
Kabhi Jo Khwaab Dekha
To Mili Parchiyaan Mujhko
Muhje Mehfil Ki Khwaaish
Thi Mili Tanhaaiyan Mujhko
Har Taraf Dua Dua Aur Tum
Aashiyaane Ki Baat Karthe Ho
Zindagi Khafa Khafa Aur
Tum Dil Lagane Ki Baat Karthe Ho
Aankh Hain Bhari Bhari Aur
Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho.

Share your thoughts

Aankh hai bhari bhari kumar sanu, Aankh hai bhari bhari, Aankh hai bhari bhari aur tum 4k video, Aankh hai bhari bhari aur tum, Aankh hai bhari bhari cover, Aankh hai bhari bhari male version, Aankh hai bhari bhari song, Tumse achcha kaun hai video song, Tumse achcha kaun hai song, Kumar sanu hit songs video, Kumar sanu, Kumar sanu song, Aankh hain bhari bhari aur, Ankh hai bhari bhari, Aankh hai bhari bhari lyrics, Aankh hai bhari bhari lyricis, Nakul kapoor