Aanchal Mein Saja Lena Kaliyan Zulfon Mein Lyrics | Phir Wohi Dil Laya Hoon | Mohammed Rafi | O P Nayyar

Aanchal Mein Saja Lena Kaliyan Zulfon Mein Lyrics | Phir Wohi Dil Laya Hoon | Mohammed Rafi | O P Nayyar

Aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan
Zulfon mein sitaare bhar lenaa
Aise hi kabhi jab shaam dhale
Tab yaad hamen bhi kar lenaa
Aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan

Aayaa thaa yahaan begaanaa saa
Aayaa thaa yahaan begaanaa saa
Chal doongaa kahin deewaanaa saa
Chal doongaa kahin deewaanaa saa
Deewaane ki khaatir tum koyi
Ilzaam naa apne sar lenaa
Aise hi kabhi jab shaam dhale
Tab yaad hamen bhi kar lenaa
Aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan

Rastaa jo mile anjaan koyi
Rastaa jo mile anjaan koyi aa jaaye agar toofaan koyi
Aa jaaye agar toofaan koyi
Apne ko akelaa jaan ke tum
Aankhon mein na aansoo bhar lenaa
Aise hi kabhi jab shaam dhale
Tab yaad hamen bhi kar lenaa
Aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan
Zulfon mein sitaare bhar lenaa
Aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *