Aanchal Ki Chhao Me Song Lyrics from the movie/album Nai Imarat released in the year 2018 starring Parikshat Sahni, Vidya Sinha. The song Aanchal Ki Chhao Me was sung by Chandrani Mukherjee, Sushma Shrestha. This movie/album was directed by Ram Pahwa, Sharad Batra. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Indeevar

Aanchal Ki Chhao Me Lyrics

Aanchal Ki Chaanv Me Khuli Hawaao Me
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Aanchal Ki Chaanv Me Khuli Hawaao Me
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Dil Jaha Sabkuch Waha
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Aanchal Ki Chaanv Me Khuli Hawaao Me
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Milega Tumhe Gaanvo

Ek Baar Jo Aaye Yaha Par Bar Bar Aayega
To Itna Bholapan Apnapan Aur Kaha Paayega
Saada Hai Jeevan Man Sabka Paawan
Mamta Bichhi Hai Raaho Me
Dil Jaha Sabkuch Waha
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Aanchal Ki Chaanv Me Khuli Hawaao Me
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Milega Tumhe Gaanvo

Chalti Nadi Ka Paani Jaise Aise Khile Jawaani
O Har Aangan Me Chhanke Paayal Dole Rup Ki Raani
Saada Hai Jeevan Man Sabka Paawan
Mamta Bichhi Hai Raaho Me
Saada Hai Jeevan Man Sabka Paawan
Mamta Bichhi Hai Raaho Me
Dil Jaha Sabkuch Waha
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Aanchal Ki Chaanv Me Khuli Hawaao Me
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Aanchal Ki Chaanv Me Khuli Hawaao Me
Dhundho Dhundho Pyar Milega Tumhe Gaanvo
Milega Tumhe Gaanvo
Milega Tumhe Gaanvo
Milega Tumhe Gaanvo

Share your thoughts

Chandrani, Mukherjee, Shreshtha, Aanchal, Sushma, Imarat, Chhaon, Nai, Ki, Mein