Aana Sajnwa Aana Jab Naina Lade Dil Dil Se Mile Lyrics | Zevarat | Geeta Dutt | Hansraj Behl

Aana Sajnwa Aana Jab Naina Lade Dil Dil Se Mile Lyrics | Zevarat | Geeta Dutt | Hansraj Behl

??aana saajanwa aana
Aana balamwa aana
Aana sajanwa aana
Aana saajanwa aana
Aana balamwa aana
Aana sajanwa aana
Jab nain lade dil dil se mile
Jab nain lade dil dil se mile
Tum meet bane hum jeet gaye
Hum jeet gaye
Phir kahe ko tadpana
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana

Aashaye dol rahi hai
Amrit ras ghol rahi hai
Dil se
Dil se kuch kuch bol rahi hai
Dil mauj me hai diwana
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana

Armano ki rut hai aayi
Armano ki rut hai aayi
Paigaam khushi ka layi
Paigaam khushi ka layi
Jivan ne lee angdayi
Jivan ne lee angdayi
Sundar hai aaj zamana
Aana sajanwa aana
Aana balamwa aana
Aana saajanwa aana
Aana balamwa aana
Aana sajanwa aana
Aana saajanwa aana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *