Aana Char Aane Bache Hai Char Aane
Sun Le Waste Naa Karna Yar
Aana Char Aane Bache Hai Char Aane
Sun Le Waste Naa Karna Yar
Bara Aane Jindagi Yuhi Waste Hui
Waste Hui Waste Hui
Bara Aane Jindagi Yuhi Waste Hui
Waste Hui Waste Hui
Ke Abb Toh Aana Char Aane Bache Hai
Char Aane Sun Le Waste Naa Karna Yar
Aana Char Aane Bache Hai Char Aane
Sun Le Waste Naa Karna Yar
Itne Sapne The Jo Dil Me Hi Mar Gaye
Chadhne Ke Pehle Hi Parvat Se Dar Gaye
Itne Sapne The Jo Dil Me Hi Mar Gaye
Chadhne Ke Pehle Hi Parvat Se Dar Gaye
Abb Toh Chadhenge Girenge Dekhenge
Kya Hai Parvaton Ke Paar
Ke Abb Toh Aana Char Aane Bache Hai
Char Aane Sun Le Waste Naa Karna Yar
Backfoot Backfoot Backfoot Backfoot Pe Khele The
Fronfoot Fronfoot Fronfoot Fronfoot Pe Khelenge
Backfoot Backfoot Backfoot Backfoot Pe Khele The
Fronfoot Fronfoot Fronfoot Fronfoot Pe Khelenge
Second Innings Me Jo Maarenge
Chhakka Sidhe Stadium Ke Paar
Ke Abb Toh Aana Char Aane Bache Hai
Char Aane Sun Le Waste Naa Karna Yar
Bara Aane Jindagi Yuhi Waste Hui
Waste Hui Waste Hui
Bara Aane Jindagi Yuhi Waste Hui
Waste Hui Waste Hui
Ke Abb Toh Aana Char Aane Bache Hai
Char Aane Sun Le Waste Naa Karna Yar
Aana Char Aane Bache Hai Char Aane Song Lyrics from the movie/album Lage Raho Munna Bhai released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Arshad Warsi. This movie/album was directed by Rajkumar Hirani. The music was given by Shantanu Moitra. The lyrics were Penned by Swanand Kirkire
Share your thoughts