Aalsi Sawan Badri Udaae Lyrics | Main Aur Mera Saya | Bhupen Hazarika | Bhupen Hazarika

Aalsi Sawan Badri Udaae Lyrics | Main Aur Mera Saya | Bhupen Hazarika | Bhupen Hazarika

Aalsi sawan badri udaye
Man papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hun
Koi aa jaaye shayad
Koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye
Man papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hun
Koi aa jaaye shayad
Koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye
Man papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hun
Koi aa jaaye shayad
Koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye

Bijali ki taaron pe jhulti bunde
Soch rahi hai kya meri hi baate
Bijali ki taaron pe jhulti bunde
Soch rahi hai kya meri hi baate
Soch me bund ka bhiga chehra
Chhalak chhalak jaaye ras barsaye
Aalsi sawan badri udaye
Man papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hun
Koi aa jaaye shayad
Koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye

Mahanagari me rehta hun
Jhuthe dilaase jeeta hun
Mahanagari me rehta hun
Jhuthe dilaase jeeta hun
Yaado ke daane bunnta hun
Niyon light ne kiye ishare
Mahanagari saavan sanware
Niyon light ne kiye ishare
Mahanagari saavan sanware
Kash ye mera likha sandesha
Kali daastan me bhi le jaaye
Aalsi sawan badri udaye
Man papihara pyasa reh jaaye
Bhigi bhigi khidaki se dekhta hun
Koi aa jaaye shayad
Koi aa jaaye
Aalsi sawan badri udaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *