Aakhri Geet Mohabbat Ka Song Lyrics from the movie/album Neela Aakash released in the year 2016 starring Dharmendra, Mala Sinha. The song Aakhri Geet Mohabbat Ka was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Rajendra Bhatia. The music was given by Madan Mohan Kohli. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aakhri Geet Mohabbat Ka Lyrics

Aakhiri Geet Mohabbat Ka
Sunalu To Chalu
Aakhiri Geet Mohabbat Ka
Sunalu To Chalu
Mai Chala Jauga
Mai Chala Jauga
Do Ashq Bahalu To Chalu
Mai Chala Jauga

Aaj Wo Din Hai Ke Tune
Mujhe Thukraya Hai
Aaj Wo Din Hai Ke Tune
Mujhe Thukraya Hai
Apana Anjam In Aankho Ko
Nazar Aaya Hai
Dahashat E Dil Mai Zara
Hosh Me Aalu To Chalu
Mai Chala Jaauga

Aaj Mai Gair Hu
Kuch Din Hue Mai Gair Na Tha
Aaj Mai Gair Hu
Kuch Din Hue Mai Gair Na Tha
Meri Chahat Meri Ulfat Se
Tujhe Bair Na Tha
Mai Hu Ab Gair Yaki Dil
Ko Dila Lu To Chalu
Mai Chala Jaauga

Teri Duniya Se Mai
Ek Roz Chala Jauga
Teri Duniya Se Mai
Ek Roz Chala Jauga
Aur Gaye Waqt Ki
Manid Nahi Aauga
Phir Na Aane Ki Qasam
Aaj Mai Khaa Lu To Chalu
Aakhiri Geet Mohabbat Ka
Sunalu To Chalu
Mai Chala Jauga
Mai Chala Jauga
Do Ashq Bahalu To Chalu
Mai Chala Jauga.

Share your thoughts

Madan mohan, Best of madan mohan, Akhiri geet mohabbat ka by mohd rafi sahab, Mala sinha, Akhiri geet mohabbat ka suna lu to chalu, Akhiri geet mohabbat ka karoke, Aakhri geet mohabat ka suna lu, Mohabbat ki jhooti kahani pe roye lyrics, Akhiri geet mohabbat ka suna loon status, Lyrics, Jay benedict bullet prakash, Akhiri geet mohabbat ka song bollywood, Mangeshkar music madan mohan film sharabi & mera saaya., Mohammed rafi