Ankhiya Mila Ke Ankhiyo Ki Nind Chura Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke Ankhiyo Ki Nind Chura Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke
Pal Bhar Baithu To Dil Ka Dard Uthaye Sajna
Pal Bhar Baithu To Dil Ka Dard Uthaye Sajna
Uth Kar Jhanku To Chanda Hansi Udaye Sajna
Meri Aankho Meri Aankho Me
Gam Ke Dip Jal Ke Na Ja Ankhiya Mila Ke
Ankhiyo Ki Nind Chura Ke Na Ja Ankhiya Mila Ke
Phir Gaya Humpe Kyo Jiya Tumhara Bolo Saiya
Phir Gaya Humpe Kyo Jiya Tumhara Bolo Saiya
Dil Me Kya Hai Dil Me Kya Hai
Kuch Bhed To Dil Ka Kholo Saiya
Dil Ki Nagri Dil Ki Nagri
Me Zalim Aag Laga Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke Ankhiyo
Ki Nind Chura Ke Na Ja Ankhiya Mila Ke
Tare Gin Gin Kar Thak Gaye Nain Hamare Raja
Tare Gin Gin Kar Thak Gaye Nain Hamare Raja
Ab To Kahti Hai Ankhiya Bina Bulaye Aaja
Bedardi O Bedardi Yu Mithi Halak Dikha Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke Ankhiyo Ki Nind Chura Ke Na Ja
Ankhiya Mila Ke
Aakhiya Mila Ke Aankhiyo Ki Nind Chura Ke Na Ja Song Lyrics from the movie/album Mukhda released in the year 2018 starring Satish, Kuldip Kaur. The song Aakhiya Mila Ke Aankhiyo Ki Nind Chura Ke Na Ja was sung by Sulochana Kadam. This movie/album was directed by Roop K Shrey. The music was given by Shyam Sundar. The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri
Share your thoughts