Aaja Ve Saajan Lyrics  | Maine Dil Tujhko Diya | Sohail Khan, Sameera Reddy | Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan | Daboo Malik

Aaja Ve Saajan Lyrics | Maine Dil Tujhko Diya | Sohail Khan, Sameera Reddy | Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan | Daboo Malik

Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Nayan Bichaaye Teri Raahon Par
Saathi Saki Sab Raha Thake Hain
Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Taaro Se Teri Mang Sajegi Meri Behna Dulhan Banegi
Mujhko Pata Hai Woh Aayega Teri Doli Le Jaaegya
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Pheeka Na Pad Jaaye Mehndi Ka Rang
Itni Kahin Der Ho Jaaye Na
Jis Pyaar Pe Hum Ko Yakin Hai
Us Pyaar Ki Haar Ho Jaaye Na
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Nayan Bichaaye Teri Raahon Par
Saathi Saki Sab Raha Thake Hain
Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *