Aaja
Aaja
Aaja
Aaja
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Inkar Bik Raha Hai
Ikrar Bik Raha Hai
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Inkar Bik Raha Hai
Ikrar Bik Raha Hai
Rasme Wafa Jaha Me Badnam Ho Rahi Hain
Parda Nashi Hasina Nilam Ho Rahi Hain
Nilam Ho Rahi Hain
Galiyon Me Aaj Uska Didar Bik Raha Hai
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Inkar Bik Raha Hai Ikrar Bik Raha Hai
Duniya Meri Wafa Ki Keemat Laga Rahi Hai
Meri Jawa Mohabbat Aansu Baha Rahi Hai
Aansu Baha Rahi Hai
Ashqon Se Jo Bana Hai Wo Haar Bik Raha Hai
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Inkar Bik Raha Hai Ikrar Bik Raha Hai
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Ulfat Me Jisko Dil Ki Har Aaraju Se Seencha
Furkat Ko Jisko Humne Apne Lahu Se Seencha
Apne Lahu Se Seencha
Abke Bahar Me Wo Guljar Bik Raha Hai
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Inkar Bik Raha Hai Ikrar Bik Raha Hai
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai
Aaja
Aaja
Aaja
Aaja
Aaja
Aaja
Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai Song Lyrics from the movie/album Alibaba Aur 40 Chor released in the year 2018 starring Dharmendra, Hema Malini. The song Aaja Sare Bazar Tera Pyar Bik Raha Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Umesh Mehra. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts