Aaja ri aa nindiya tu aake na ja
Nindiya nanhi si aankho me ghul mil ja
Aaja ri aa nindiya tu aake na ja
Nindiya nanhi si aankho me ghul mil ja
Aaja ri aa nindiya
Bag me koi kali jo chatke khul aankh iski khul jati hai
Hawa se kah do dhire aaye
Hawa se kah do dhire aaye
Nind kisi ko aati hai
Nind kisi ko aati hai
Nind kisi ko aati hai
Aaja ri nindiya tu aake na ja
Nanhe ki aankho me ghul mil ja
Aaja ri nindiya
Suraj ki dhup hai dunia subah ko hai aur nahi
Dil ki kahani kya kahiye aawaz to hai anzam nahi
Huk si dil me uthuti hai
Jab yad kisi ki aati hai
Yad kisi ki aati hai
Yad kisi ki aati hai
Aaja ri nindiya tu aake na ja
Nanhi is aankho me tu ghul mil ja
Aaja ri nindiya

