Aaja Aaja Nadiya Kinare, Taron Ki Chhainya Tohe Kab Se Pukare Lyrics | Rajhath | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Aaja Aaja Nadiya Kinare, Taron Ki Chhainya Tohe Kab Se Pukare Lyrics | Rajhath | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhaiya tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhaiya tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhaiya tohe kab se pukare

Tere man ko man ka mit mila
Tere bhag se badh kar bhag nahi
Tere man ko man ka mit mila
Tere bhag se badh kar bhag nahi
Kal tak dar tha in aahon se
Kal tak dar tha in aahon se
Lag jae na jag me aag kahi
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhaiya tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhaiya tohe kab se pukare

Hans kar ye suhani raat kahe
Kal sham ke vaade pure kar
Dil ne tere dukh dard sahe
Dil ne tere dukh dard sahe
Tu dil ke irade pure kar
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhaiya tohe kab se pukare
Aaja aaja nadiya kinare
Taron ki chhaiya tohe kab se pukare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *