Aaja Aaja Jana, Teree Chahat Kaa Samandar Hai Lyrics | Hemachandra – The Debut Album | Hemachandra

Aaja aaja jaana – 4
Teri chaahat ka samandar hai mere dil ke andar – 2
Tujhe karna hai deewaana, (aaja aaja jaana – 3)

(Lamhe mile hai iss kadar mujhe tere pyaar ke
Kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke) – 2
Pa liya hai tujhe dil ko haar ke
Dil ko jala na – 2, aaja aaja jaana

(Yuun hi teri baat ho sada, aur tera saath ho
Chhaaya rahe ishq ka nasha, haathon mein haath ho) – 2
Yuun hi din katein, yuun hi raat ho
Mile koi nazraana, le le dil nazraana
Aaja aaja jaana – 2
Teri chaahat ka samandar hai mere dil ke andar
Tujhe karna hai deewaana, (aaja aaja jaana – 3)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *