Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha Song Lyrics from the movie/album Shyam Tere Kitne Naam released in the year 2015 starring Bharat Bhushan, Nana Palsikar. The song Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha was sung by Hemlata (Lata Bhatt). The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha Lyrics

Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha
Aaj Tak Jo Suna Maine Suna
Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha
Aaj Tak Jo Suna Maine Suna
Mere Mann Ki Lagi Mann Ke Rahi
Ab Sajna Main Bolungi
Main Bolungi Main Bolungi
Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha
Aaj Tak Jo Suna Maine Suna

Dabe Bade Bol Mere Geet Ke
Ho Meri Dhadkan Se Hotho Pe Aa Gaye
Piya Mera Jiya Tum Jeet Ke
Ho Mere Jiwan Pe Suraj Se Cha Gaye
Lagne Lagi Duniya Nayi
Lagne Lagi Duniya Nayi
Tumhi Tumhi Tumhi
Meri Ankhiyo Ko Bha Gaye
Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha
Aaj Tak Jo Suna Maine Suna
Mere Mann Ki Lagi Mann Ke Rahi
Ab Sajna Main Bolungi
Main Bolungi Mai Bolungi
Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha
Aaj Tak Jo Suna Maine Suna

Bujhe Bujhe Deep Jale Sawre
Ho Naye Sukh Jage Dukh Sare So Gaye
Mile Nayi Sapno Ki Chaw Re
Mere Din Kitne Rangin Ho Gaye
Aasu Bhare Wo Pal Mere
Aasu Bhare Wo Pal Mere
Yahi Kahi Yahi Kahi
Abhi Abhi Kho Gaye
Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha
Aaj Tak Jo Suna Maine Suna
Mere Mann Ki Lagi Mann Ke Rahi
Ab Sajna Mai Bolungi
Main Bolungi Main Bolungi
Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha
Aaj Tak Jo Suna Maine Suna

Bandhi Bandhi Nadi Meri Preet Ki
Ho Dekho Chaldi Kinare Tod Ke
Bahe Mili Man Kahe Meet Ki
Ho Tere Rang Rangi Jag Sara Chod Ke
Tumse Mili To Jee Uthi
Tumse Mili To Jee Uthi
Nahi Nahi Jana Nahi
Kabhi Mukh Mod Ke
Aaj Tak Jo Kaha Tumne Kaha
Aaj Tak Jo Suna Maine Suna
Mere Mann Ki Lagi Mann Mein Rahi
Ab Sajna Mai Bolungi
Mai Bolungi Mai Bolungi.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ravindra jain songs, Shyam tere kitne naam, Shyam tere kitne naam 1976, Ravindra jain, Krishna katha, Kar gaya kanha milan ka wada mp3 free download, Kar gaya kanha milan ka wada mp3, Ravindra jain bhajan, Kar gaya kanha milan ka wada, Kar gaya kanha milan ka wada dj song, Jab tak pure na ho phere saat lyrics, Tota maina ki kahani, Bharat bhushan, Bharat bhushan songs, Kar gaya kanha, Radha krishna status, Sekhpura sadhana bhagwat katha, Shri krishna katha