Aaj Ae Pehle Aisa Hua Na
Dil Ko Kisi Ne Aise Chhua Na
Khamoshi Se Dil Mein Aake
Shor Kisi Ne Aisa Kiya Na
Hai Dhadkan Badli Huyi
Seene Mein Ek Halchal Hai
Tumhi Se Meri Duniya Hai
Tumhi Se Meri Manzil Hai
Aaj Ae Pehle Aisa Hua Na
Dil Ko Kisi Ne Aise Chhua Na
Main Dekhun Jo Tumko Kahe Dil Mera
Har Pal Tumhein Dekhta Hi Rahun
Yeh Na Jane Kya Ho Gaya Hai Mujhe
Bole Yeh Dil Tere Sath Rahun
Jaaun Tumhein Chhodkar Ab Na Kahin Main
Hai Dhadkan Badli Huyi
Seene Mein Ek Halchal Hai
Tumhi Se Meri Duniya Hai
Tumhi Se Meri Manzil Hai
Aaj Ae Pehle Aisa Hua Na
Dil Ko Kisi Ne Aise Chhua Na
Yeh Aankhein Khulein Jab Bhi Meri Subah
Tu Hi Nazar Mujhko Aane Laga
Yeh Shayad Tere Pyar Ka Rang Hai
Har Lamha Jo Mujhpe Chhane Laga
Lagta Hai Rehne Laga Hai Tu Mujhi Mein
Hai Dhadkan Badli Huyi
Seene Mein Ek Halchal Hai
Tumhi Se Meri Duniya Hai
Tumhi Se Meri Manzil Hai
Aaj Ae Pehle Aisa Hua Na
Dil Ko Kisi Ne Aise Chhua Na.
Aaj Se Pehle Song Lyrics from the movie/album Ekta released in the year 2019 starring Salil Ankola, Navneet Kaur Dhillon. The song Aaj Se Pehle was sung by Armaan Malik. This movie/album was directed by G. Suman Reddy. The music was given by Daboo Malik. The lyrics were Penned by Dr. Devendra Kafir. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts