Aaj Saare Sahare Juda Ho Gaye
Hum Akele Rahe Woh Vida Ho Gaye
Aaj Saare Sahare Juda Ho Gaye
Hum Akele Rahe Woh Vida Ho Gaye
Aaj Saare Sahare
Phool Maange Toh Kaanto Ne Ghera Hume
Suni Raate Mili Na Savera Hume
Phool Maange Toh Kaanto Ne Ghera Hume
Suni Raate Mili Na Savera Hume
Suni Raate Mili Na Savera Hume
Ab Andhere Mera Aasara Ho Gaye
Hum Akele Rahe Woh Vida Ho Gaye
Aaj Saare Sahare
Gam Mile Bhi Toh Hum Muskurate Rahe
Ashk Aaye Bhi Toh Hum Chupate Rahe
Gam Mile Bhi Toh Hum Muskurate Rahe
Ashk Aaye Bhi Toh Hum Chupate Rahe
Ashk Aaye Bhi Toh Hum Chupate Rahe
Aaj Aasu Hi Dil Ki Dawa Ho Gaye
Hum Akele Rahe Woh Vida Ho Gaye
Aaj Saare Sahare
Aaj Duniya Me Koi Hamara Nahi
Main Woh Kashti Hu Jiska Kinara Nahi
Aaj Duniya Me Koi Hamara Nahi
Main Woh Kashti Hu Jiska Kinara Nahi
Main Woh Kashti Hu Jiska Kinara Nahi
Humsafar Is Kadar Bewafa Ho Gaye
Hum Akele Rahe Woh Vida Ho Gaye
Aaj Saare Sahare Juda Ho Gaye
Hum Akele Rahe Woh Vida Ho Gaye
Aaj Saare Sahare
Aaj Saare Sahare Song Lyrics from the movie/album Tera Karam Mera Dharam released in the year 2018 starring Raj Kiran, Anil Kapoor. The song Aaj Saare Sahare was sung by Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Dulal Guha, K K Reddy. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan
Share your thoughts