Aaj Pyar Kar Le Yaar Lyrics | Dushmani | Udit Narayan | Anand Milind

Aaj Pyar Kar Le Yaar Lyrics | Dushmani | Udit Narayan | Anand Milind

Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar
Tu tu turu
Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar
Tu tu turu
Kal ki baat kal karenge
Tu tu turu
Mushkilo ko hal karenge
Tu tu turu
Aa mere sath me jhum ke gaaye ja
Sa ni dha pa m g re sa

Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar
Tu tu turu
Kal ki baat kal karenge
Tu tu turu
Mushkilo ko hal karenge
Tu tu turu
Aa mere sath me jhum ke gaaye ja
Sa ni dha pa m g re sa
Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar

Pichhe mud ke
Yaar tum na dekhna kabhi
Masti kar le
Mastiyo ki umar hai abhi
Pichhe mud ke
Yaar tum na dekhna kabhi
Masti kar le
Mastiyo ki umar hai abhi
Tufaano ko rok le
Kar le tu buland hausla
Jaise chahe ji le tu
Tere hatho me hai faisla
Aa mere sath me jhum ke gaaye ja
Sa ni dha pa m g re sa

Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar
Tu tu turu
Kal ki baat kal karenge
Tu tu turu
Mushkilo ko hal karenge
Tu tu turu
Aa mere sath me jhum ke gaaye ja
Sa ni dha pa m g re sa
Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar

Hum to kuch bhi
Karne ke liye hai bekraar
Koi aaye
Saamne humaare ek baar
Hum to kuch bhi
Karne ke liye hai bekraar
Koi aaye
Saamne humaare ek baar
Hum sare faulaad hai
Maut se kabhi na hum dare
Humse hai jindadili
Jo bhi dil me aaye hum kare
Aa mere sath me jhum ke gaaye ja
Sa ni dha pa m g re sa

Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar
Tu tu turu
Kal ki baat kal karenge
Tu tu turu
Mushkilo ko hal karenge
Tu tu turu
Aa mere sath me jhum ke gaaye ja
Sa ni dha pa m g re sa
Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar
Tu tu turu
Aaj pyaar kar le yaar
Tu tu turu
Din jawani ke hai chaar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *