Aaj Mujhe Kuchh Kahanaa Hai, Aaj Mujhe Kuchh Kahanaa Hai Song Lyrics from the movie/album Girl Friend released in the year 2018 starring Kishore Kumar, Waheeda Rehman. The song Aaj Mujhe Kuchh Kahanaa Hai, Aaj Mujhe Kuchh Kahanaa Hai was sung by Kishore Kumar, Sudha Malhotra. This movie/album was directed by Satyen Bose. The music was given by Hemant Kumar. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi

Aaj Mujhe Kuchh Kahanaa Hai, Aaj Mujhe Kuchh Kahanaa Hai Lyrics

Kashti Ka Khamosh Safar Hai
Shaam Bhi Hai Tanhayi Bhi
Dur Kinare Par Bajati Hai Laharo Ki Shahnayi Bhi
Kashti Ka Khamosh Safar Hai
Shaam Bhi Hai Tanhayi Bhi
Dur Kinare Par Bajati Hai Laharo Ki Shahnayi Bhi
Aaj Mujhe Kuchh Kahna Hai
Aaj Mujhe Kuchh Kahna Hai
Lekin Ye Sharmili Nigahe Mujhko Ijazat De To Kahu
Khud Meri Betaab Umange Thodi Fursat De To Kahu
Aaj Mujhe Kuchh Kahna Hai
Aaj Mujhe Kuchh Kahna Hai

Jo Kuchh Tumko Kahna Hai
Vo Mere Hi Dil Ki Baat Na Ho
Jo Hai Mere Khwabo Ki Manzil Us Manzil Ki Baat Na Ho
Kahte Huye Dar Sa Lagta Hai
Kahakar Baat Na Kho Baithu
Ye Jo Zara Sa Saath Mila Hai
Ye Bhi Saath Na Kho Baithu

Kabse Tumhaare Raste Pe Mai Phul Bichhaaye Baithi Hu
Kah Bhi Chuko Jo Kahna Hai Mai Aas Lagaaye Baithi Hu
Dil Ne Dil Ki Baat Samajh Li
Ab Munh Se Kya Kaha Hai
Aaj Nahi To Kal Kah Lenge
Ab To Saath Hi Rahna Hai
Kah Bhi Chuko
Kah Bhi Chuko Jo Kahna Hai
Chhodo Ab Kya Kahna Hai

Share your thoughts

Hemant kumar, Kishore kumar and sudha malhotra, Aaj mujhe kuchh kahna hai, Kishore kumar, Sudha malhotra, Aaj mujhe kuchh kehna hai, Aaj mujhe kuchh kahana hai, Kishore kumar. sudha malhotra, Kishore, Best of hemant kumar, Kumar, Kishore kumar songs, Kishor kumar, Aaj mujhe kuchh free karaoke, Girl friend, Kishore kumar (musical artist), Kishore kumar magic, Kishore kumar classics, A tribute to kishore kumar, Aaj mujhe kuch kehna hai reprise version