Aaj Mile Ho Kal Phir Milna
Aaj Mile Ho Kal Phir Milna
Ab Humse Mahbub Mere
Aaj Mile Ho Kal Phir Milna
Ab Humse Mahbub Mere
Dekho Kabhi Na Najare Badalna
Ab Humse Mahbub Mere
Aaj Mile Ho Kal Phir Milna
Ab Humse Mahbub Mere
Milne Ka Kabhi Ye Silsila Ab Tute Na
Hai Meri Dua Daaman Tumhara Chhute Na
Milne Ka Kabhi Ye Silsila Ab Tute Na
Hai Meri Dua Daaman Tumhara Chhute Na
Meri Jaan Main Teri Adaa Pe Marta Hun
Tu Na Jaane Ke Main Pyaar Kitna Karta Hun
Mujhko Teri Baato Pe Pura Yakeen Hain
Teri Meri Chahat Ka Mausam Rangin Hain
Aaj Mile Ho Kal Phir Milna
Ab Humse Mahbub Mere
Dekho Kabhi Na Najare Badalna
Ab Humse Mahbub Mere
Koi Bhi To Mera Ye Haal Jaane Na
Dil Hain Paagal Mile Bager Maane Na
Koi Bhi To Mera Ye Haal Jaane Na
Dil Hain Paagal Mile Bager Maane Na
Hoke Dur Ab Ek Pal Raha Na Jaata Hai
Mujhko Bhi Sanam Kaha Karaar Aata Hain
Bhul Ke Saari Duniya Ko Bahon Mein Aana Hain
Bin Tere Humraahi Ab Mushkil Jee Pana Hain
Ho Aaj Mile Ho Kal Phir Milna
Ab Humse Mahbub Mere
Dekho Kabhi Na Najare Badalna
Ab Humse Mahbub Mere
Aaj Mile Ho Kal Phir Milna
Ab Humse Mahbub Mere
Dekho Kabhi Na Najare Badalna
Ab Humse Mahbub Mere
Aaj Mile Ho Kal Phir Milna Song Lyrics from the movie/album Stunttman released in the year 2018 starring Jackie Shroff, Zeba Bakhtiyar. The song Aaj Mile Ho Kal Phir Milna was sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Deepak Balraj Vij. The music was given by Nadeem Shravan. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts