Aaj Ko Sanvaar Le Song Lyrics from the movie/album Nai Imarat released in the year 2018 starring Parikshat Sahni, Vidya Sinha. The song Aaj Ko Sanvaar Le was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by Ram Pahwa, Sharad Batra. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Indeevar

Aaj Ko Sanvaar Le Lyrics

Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao

Aaj Ko Sanwaar Le Kal Ko Hum Nikhaar Le
Mehnat Se Swarg Ko Jameen Par Utaar Le
Aaj Ko Sanwaar Le Kal Ko Hum Nikhaar Le
Mehnat Se Swarg Ko Jameen Par Utaar Le
Ho Saathi Ho Agar Saath Mil Jaaye Agar Haath
Kar De Wo Karaamat Saathi Ho Agar Saath
Ro Rahi Hai Aaj Jhopadi Jaha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Aaj Ko Sanwaar Le Kal Ko Hum Nikhaar Le
Mehnat Se Swarg Ko Jameen Par Utaar Le
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao

Tumse Jyada Mehanat Unki Jo Tumse Hai Aage
Tum Aaram Se So Rahe Ho Wo Raato Ko Jaage
Aansu Apne Khet Me Bo Lo Baha Ke Paseena
Dhul Ke Ander Phool Khilenge Kankar Banege Nageena
Ro Rahi Hai Aaj Jhopadi Jaha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Aaj Ko Sanwaar Le Kal Ko Hum Nikhaar Le
Mehnat Se Swarg Ko Jameen Par Utaar Le
Aaj Ko Sanwaar Le Kal Ko Hum Nikhaar Le
Mehnat Se Swarg Ko Jameen Par Utaar Le
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao

Taajmahal Ho Ya Ho Ajanta Mehanat Ki Tasveere Hai
Mehnat Ki Tasveero Me Hi Insaano Ki Taqdeere Hai
Apne Haatho Apni Kismat Likhata Hai Insaan
Mehanat Ka Hi Naam Hai Pooja Mehanat Me Bhagwaan
saathi Ho Agar Saath Mil Jaaye Agar Haath
Kar De Wo Karaamat Saathi Ho Agar Saath
Ro Rahi Hai Aaj Jhopadi Jaha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Ek Nayi Imaarat Hogi Kal Waha
Aaj Ko Sanwaar Le Kal Ko Hum Nikhaar Le
Mehnat Se Swarg Ko Jameen Par Utaar Le
Aaj Ko Sanwaar Le Kal Ko Hum Nikhaar Le
Mehnat Se Swarg Ko Jameen Par Utaar Le
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi
Aao Re Aao Re Sakhi Aao

Share your thoughts

Mahendra kapoor, Kapoor, Bappi lahiri hit songs, Bappi lahari, Ranbir kapoor and katrina kaif, Saawariya ranbir kapoor, Nai imarat, Ranbir kapoor and deepika padukone, Gayatri mantra lyrics, Mahendra, Ranbir kapoor new movie 2015 trailer, Ranbir kapoor songs, Ranbir kapoor movies, Naina thag lenge lyrics, Omkar kapoor, Imarat, Paapi, Tarasti hai deedar ko meri aankhen, Saawariya rani mukherjee, Ravindra jain, S s ravichandra, Saawariya trailer, Shiv gayatri mantra