Aaj Ki Tazaa Khabar Song Lyrics from the movie/album Mazey Le Lo released in the year 2018 starring I S Johar, Jagdeep. The song Aaj Ki Tazaa Khabar was sung by Naresh Kumar. This movie/album was directed by Kumar Vasudev. The music was given by Mahesh Naresh. The lyrics were Penned by Naresh Kumar

Aaj Ki Tazaa Khabar Lyrics

Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar

Main Tumhare Liye Dukh Aur Khushi Bhi Laya
Main Tumhare Liye Dukh Aur Khushi Bhi Laya
Dekh Lo Aaj Ke Insaan
Ki Halat Kya Hain
Aaj Ki Duniya Me Imaan
Ki Kimat Kya Hain
Log Jeete Hain Yaha Duniya Ko Dhokha Dekar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar

Aaj Ek Bhakt Ne Bhagwaan Ka Mandir Luta
Ek Beimaan Ne Masjid Me Churaya Juta
Kale Bazar Ki Ek Toli Pulish Ne Dhar Li
Ek Budhe Ne Jawaa Ladki Se Shadi Kar Li
Ek Ladka Uda Ek Mem Ka Batuaa Lekar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar

Ek Dhanwaan Ne Aaj Apana Dharm Chhod Diya
Aaj Ek Bhuke Ne Khud Kaabu Se Dam Tod Diya
Aajtankhaa Badhi Hain To Hain Majdur Magan
Kal Se Ho Jayega Baajar Me Mahnga Rashan
Baabuji Jayenge Daftar Ko Pakaude Khakar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar

Yu To Ganpat Bhi Hain Jo Sabki Hain Rahmaan Bhi Hain
Ye To Batlao Inme Kahi Insan Bhi Hain
Koi Roti Koi Paisa Ko Khuda Kahta Hain
Har Koi Paap Pe Dhandhe Mae Laga Rahta Hain
Aaj Bhagwan Se Badhkar Hain Hawldar Ka Dar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar

Aaj Amerika Ne Aayitam Ka Adaya Ghoda
Rus Ne Aaj Naya Chand Par Rokit Chhoda
Kahi Se Aaj Ka Insan Kahi Pahuncha Hai
Fir Bhi Sachchai Ke Raste Pe Nahi Pahuncha Hai
Kise Malum Ki Ye Aadami Jayega Kidhar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aaj Ki Tazaa Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar
Aao Kaka Ji Idhar
Aao Mama Ji Idhar
Suno Duniya Ki Khabar

Share your thoughts

Aaj ki taza khabar, Aaj ki taza khabar song, Kishore kumar song, Suresh productions, Tu shayar banaagi, Kishore kumar hit songs, Modi ki khabar, Nari siya kuler kata | bhawani das | purulia bangla sad song | shiva music amar bangla, Suman latest movies, Hero suman, Suman movies, Hare rama hare krishna, Shershah suri ka maqbara, Ammar, Suman, Nazia iqbal, Darood sharif - darood e taj, Shero shayari, Taslim arif ki ghazal muqabla, Taslim arif ki ghazal gam bhari