Aaj ke nam aur aaj ke gum ke nam
Aaj ke ghum ke hai zindagi ke bare
Gulisthan se kafa zard patton ka ban
Zard patton ka ban jo mera desh hai
Dard ki anjman jo mera desh hai
Unn dukhi maon ke nam
Unn dukhi maon ke nam
Raath mein jinke bache bilakhte hai
Aur neend ki mar khaye huye
Bajuon se sambaltey nahi
Dukh batate nahi
Minnath o zariyon se behaltey nahi
Unn hazeenao ke nam
Unn hazeenao ke nam
Jinki ankhon ke gul
Chilmanon aur dareechho ke belon pe
Bekar khil khil ke murja gaye hai
Unn bytaon ke naam
Unn bytaon ke naam
Jinke badan be mohabat riyathar se
Jo the saj saj ke ukta gaye hai
Bewaon ke naam
Katadiyon aur galiyon mohallo ke nam
Jimke napak kashaak se
Chand raaten ko aake, kartha hai aksar vazoo
Jinke sayon mein karthi hai ahob ka
Anchalon ki hina chudiyaan ki kanak
Kakulon ki mehak
Aarzu mand seeno ki
Apne pasine mein jalney ki bu
Padney waalon ke nam
Aaj ke nam aur aaj ke gum ke naam
Unn dukhi maaon ke
Unn hazinaon ke
Unn bytaon ke nam
