Aaj Ke Baad Song Lyrics from the movie/album SatyaPrem Ki Katha released in the year 2023 starring Kiara Advani, Kartik Aaryan. The song Aaj Ke Baad was sung by Manan Bhardwaj, Tulsi Kumar. This movie/album was directed by Sameer Vidwans. The music was given by Manan Bhardwaj. The lyrics were Penned by Manan Bhardwaj. The music rights for song purely belongs to T-Series

Aaj Ke Baad Lyrics

Haan Haan Haan

Saunp Doon Tujhko
Yeh Dil Sambhale Rakha Tha
Tera Hi Hona Tha
Shayad Yeh Pehle Se Likha Tha

Mehndi Ke Rang Se
Dil Ka Rang Mil Jaane De Aaj
Jo Na Mile Pehle
Unko Mil Jaane De Aaj

Aaj Ke Baad Tu Meri Rehna
Tu Meri Rehna Haan Aaj Ke Baad
Aaj Ke Baad Tu Meri Rehna
Tu Meri Rehna Aaj Ke Baad

Haan Pardesi Aayega
Tujhko Le Jayega
Uda Ke Apne Saath

Dekhenge Saare
Aur Woh Le Jayega
Chhuda Ke Humse Tera Hath

Ho Jayegi Ab Teri Vidayi
Phir Bhi Nahi Hogi Tu Parayi
Aankhein Nam Hain
Khushiyan Bhi Sang Hain
Bajne Do Charo Oar Shehnayi

Ho Aaja Tujhko Sawarun Main
Aaj Teri Nazrein Utarun
Haan Heere Moti Hai Kya
Main Tujhpe Zindagi Vaarun

Ho Laal Rang Teri Maang Mein
Aise Sajaya Hai
Aaj Se Maine Khud Ko
Yoon Tera Banaya Hai

Aaj Ke Baad Tu Meri Rehna
Tu Meri Rehna Aaj Ke Baad
Aaj Ke Baad Tu Meri Rehna
Tu Meri Rehna Aaj Ke Baad.

Share your thoughts

Satyaprem ki katha, Manan bhardwaj, Tulsi kumar, Manan bhardwaj new song, Aaj ke baad (video) satyaprem ki katha, Satyaprem ki katha songs, Satya prem ki katha, Aaj ke baad satyaprem ki katha, Aaj ke baad manan bhardwaj tulsi kumar, Aaj ke baad lyrics, Manan bhardwaj & tulsi kumar song, Aaj ke baad lyrics satyaprem ki katha, Satyaprem ki katha new song, Satyaprem ki katha song, Satyaprem ki katha movie, Satyaprem ki katha teaser, Satyaprem ki katha trailer