Aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Jivan sapna sahi par sacha lagta hai
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Milte hai roz aise logo kaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Milte hai roz aise logo kaha
Mehfil me har koi kuch kahta lagta hai
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Ye aankh to anjan hai
Dil ko dilo ki lekin pehchan hai
Ye aankh to anjan hai
Dil ko dilo ki lekin pehchan hai
Dekhe jo pyar se vo pyara lagta hai
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Murat hai kya surat hai kya
Dil se jiyada khubsurat hai kya
Murat hai kya surat hai kya
Dil se jiyada khubsurat hai kya
Jaisa ho dil hi chehara waisa lagta hai
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Jivan sapna sahi par sacha lagta hai
Aaj ka din na jane kyu achha lagta hai
Ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai

