Aaj Ka Din Hai Kitna Suhana Lyrics | Return of Jewel Thief | Abhijeet, Kumar Sanu | Jatin Lalit

Aaj Ka Din Hai Kitna Suhana Lyrics | Return of Jewel Thief | Abhijeet, Kumar Sanu | Jatin Lalit

Aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
Aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
Masti me o yaro kho nahi jana
Bat matlab ki kahta hai diwana
Bat matlab ki kahta hai diwana
Aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
Masti me o yaro kho nahi jana
Bat matlab ki kahta hai diwana
Bat matlab ki kahta hai diwana

Aye yar mere aisa to nahi ham me se na ho wo koi kahi
Is mahfil me dekho to jara kaise kaise chehre hai hasi
In chehro in chehro ka dhokha nahi khana
Bat matlab ki kahta hai diwana
Aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
Masti me o yaro kho nahi jana
Bat matlab ki kahta hai diwana
Bat matlab ki kahta hai diwana

Koi jadu sa na ho jaye jo samne hai na kho jaye
Bole ye gajar jago yaro dekho to jara na aa jaye
Koi papi koi papi purana anjana
Bat matlab ki kahta hai diwana
Aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
Aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
Masti me o yaro kho nahi jana
Bat matlab ki kahta hai diwana
Bat matlab ki kahta hai diwana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *