Aaj Jane Ki Zid Lyrics  | Coke Studio Pakistan – Season 8 | Farida Khanum | Strings (Band)

Aaj Jane Ki Zid Lyrics | Coke Studio Pakistan – Season 8 | Farida Khanum | Strings (Band)

Aaj jaane ki zidd naa karo
Yunhi pahlu mein baithe raho
Yunhi pahlu mein baithe raho
Aaj jaane ki zidd naa karo

Haaye mar jaaen ge ham to lut jaaen ge
Aisi baaten kiya naa karo
Aaj jaane ki zidd naa karo

Tum hi socho zara kyun naa roken tumhein
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tum ko apni qasam jaan-e jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zidd naa karo

Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyaan yahi hain jo aazaad hain
Chand ghadiyaan yahi hain jo aazaad hain
In ko kho kar meri jaan-e jaan aa..
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zidd naa karo.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *