Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Jaan Se Pyara Lagta Hai

Jaan To Kya Hai Ye Khafir Iman Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman

Hum Kitne Nadan The Na Kuch Socha Na Kuch Jana
Pathar Ke Dhokhe Me Rahi Hire Ko Na Pehchana

Ye To Dil Ko Dil Ke Har Arman Se
Ye To Dil Ko Dil Ke Har Arman Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Khafir Iman Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Jaan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Khafir Iman Se Pyara Lagta Hai
Aandhi Me Vishvas Ka Dipak Humne Jalte Dekh Liya

Pyar Ki Shabnam Se Humne Pathar Ko Pighalte Dekh Liya
Hume Ye Kala Aadmi Oo Ho Hume Ye Kala Aadmi
Insan Se Pyara Lagta Hai Jaan To Kya Hai Ye Khafir
Iman Se Pyara Lagta Hai Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman
Jaan Se Pyara Lagta Hai Jaan To Kya Hai Ye Khafir
Iman Se Pyara Lagta Hai
Kal Tak Humko Khabar Nahi Thi Kya Hai Dharam Aur Kya Iman
Kal Tak Mere Man Ke Andar Jaag Raha Tha Ek Saitan
Aj Koi Ye Humse Puchhe Ishwar Ki Hai Kya Pehchan
Leke Tera Naam Kahe Hum Shayad Aisa Ho Bhagwan
Kabhi Kabhi Insan To Khud Bhagwan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Khafir Iman Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Jaan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Khafir Iman Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman, Jaan Se Pyara Lagta Hai Song Lyrics from the movie/album Kala Aadmi released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Saira Banu. The song Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman, Jaan Se Pyara Lagta Hai was sung by Manna Dey, Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Ramesh Lakhanpal. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Verma Malik
Share your thoughts