Aaj bhagwan ke charno me jhuka kar sar ko
Umar bhar sath nibhane ki kasam khate hai
Raah jiwan ki ho ya maut ki manjil sathi
Har jagah sath hi jane ki kasam khate hai
Aasma tute ya fat jaye jami ka sina
Pyar ka mahal banane ki kasam khate hai
| Movie | Zindagi |
| Singer | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
| Director | Ramanand Sagar |
| Music Composer | Shankar Jaikishan |
| Lyricist | Shailendra |
| Star Cast | Rajendra Kumar, Vyjayantimala, Mehmood, Raaj Kumar, Prithviraj Kapoor, Jeevan, Dhumal, Jayant, Hiralal, Nirupa Roy, Satyajit Puri |

