Aaj Babua Bhaye Kotwal Lyrics  | Mahaadev | Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri | Mohammed Aziz, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki) | Ilaiyaraaja

Aaj Babua Bhaye Kotwal Lyrics | Mahaadev | Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri | Mohammed Aziz, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki) | Ilaiyaraaja

Aaj babua bhaye kotwal
Aaj babua bhaye kotwal
Ab darr kahe ka, ab darr kahe ka
Darr kahe ka, ab darr kahe ka

Nache gaye nache gaye
Nache gaye machaye dhamal
Nache gaye machaye
Dhamal ab dar kahe ka
Ab dar kahe ka, ab darr kahe ka
Darr kahe ka, ab darr kahe ka

Janam janam ka sath hai apna
Ek hai manjil ek hai sapna
Janam janam ka sath hai apna
Ek hai manjil ek hai sapna
Ek hai manjil ek hai sapna
Hamsafar mil gaye bemisal
Hamsafar mil gaye bemisal
Ab darr kahe ka, ab darr kahe ka
Darr kahe ka, ab darr kahe ka

Sach ko koi aanch nahi hai
Faisla sabka hona wahi hai
Faisla sabka hona wahi hai
Sach ko koi aanch nahi hai
Faisla sabka hona wahi hai
Faisla sabka hona wahi hai
Mahadev aa
Mahadev rakhega khyal
Mahadev rakhega khyal
Aaj babua bhaye kotwal
Aaj babua bhaye kotwal
Ab darr kahe ka, ab darr kahe ka
Darr kahe ka, ab darr kahe ka
Darr kahe ka, ab darr kahe ka
Darr kahe ka, ab darr kahe ka.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *