Aaj Andhere Mein Hain Hum Insaan Lyrics | School Master | Mahendra Kapoor | Vasant Desai

Aaj Andhere Mein Hain Hum Insaan Lyrics | School Master | Mahendra Kapoor | Vasant Desai

Aaj andhere mein hai hum insan
Gyan ka suuraj chmka de bhagvan
Aaj andhere mein hai hum insan
Gyan ka suuraj chmka de bhagvan

Bhatak rahe hum raah dikha de
Bhagvn raah dikha de
Bhatak rahe hum raah dikha de
Bhagvn raah dikha de
Kadam kadam par kirn bichha de
Bhagvn kiran bichha de
In akhiyan ko prabhu kara de
In akhiyan ko prabhu kara de
Jyoti se pahchan jyoti se pahchan
Aaj andhere mein hai hum insan
Gyan ka suuraj chmka de bhagvan

Hum to hai santan tihari
Prabhu santan tihari
Hum to hai santan tihari
Prabhu santan tihari
Teri daya ke hum adhikari
Prabhu hai hum adhikari
Teri daya ke hum adhikari
Prabhu hai hum adhikari
Duniyan hoy sukhi hamari
Duniyan hoy sukhi hamari
Aisa de vardan aisa de vardan
Aaj andhere mein hai hum insan
Gyan ka suuraj chmka de bhagvan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *