Aai Milan Ki Bahar Re Lyrics | Naiya | Zohrabai Ambalewali | Anil Biswas

Aai Milan Ki Bahar Re Lyrics | Naiya | Zohrabai Ambalewali | Anil Biswas

Aai milan ki bahaar re
Aai milan ki bahaar re
Aaja sawariya aaj yaha ho
Aaja sawariya

Kahta hai man baar baar re
Kahta hai man baar baar re
Aaja sawariya aaj yaha ho
Aaja sawariya

Kheto ne pahne hai sarso ke gahne
Kheto ne pahne hai sarso ke gahne
Har shay pe chhaya nikhaar re
Har shay pe chhaya nikhaar re
Aai basant bahaar re
Aai basant bahaar re
Aaja sawariya aaj yaha ho
Aaja sawariya
Aaja sawariya aaj yaha ho
Aaja sawariya

Gun gun karte hai begun bhavre
Gun gun karte hai begun bhavre
Kaliyon se karte hai pyaar re
Kaliyon se karte hai pyaar re
Dil hai bahut bekraar re
Dil hai bahut bekraar re
Aaja sawariya aaj yaha ho
Aaja sawariya
Aaja sawariya aaj yaha ho
Aaja sawariya

Kahta hai man baar baar re
Kahta hai man baar baar re
Aaja sawariya aaj yaha ho
Aaja sawariya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *