Aage Bhi Jane Na Tu Song Lyrics from the movie/album Waqt released in the year 2016 starring Raaj Kumar, sadhana. The song Aage Bhi Jane Na Tu was sung by Asha Bhosle. The music was given by Ravi Shankar Sharma. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aage Bhi Jane Na Tu Lyrics

(Aage Bhi Jane Na Tu Pichhe Bhi Jane Na Tu
Jo Bhi Hai Bas Yahi Ek Pal Hai) – (2)
Aage Bhi Jane Na Tu

Anjane Sayo Ka Raho Me Dera Hai
Andekhi Baho Ne Ham Sabko Ghera Hai
Ye Pal Ujala Hai Baki Adhera Hai
Ye Pal Gavana Na Ye Pal Hi Tera Hai
Jinevale Soch Le Yahi Waqt Hai Kar Le Puri Aarzu
Aage Bhi Jane Na Tu Pichhe Bhi Jane Na Tu
Jo Bhi Hai Bas Yahi Ek Pal Hai

Is Pal Ki Jalavo Ne Mahfil Savari Hai
Is Pal Ki Garmi Ne Dhadkan Ubhari Hai
Is Pal Ke Hone Se Duniya Hamari Hai
Ye Pal Jo Dekho To Sadiyo Pe Vari Hai
Jinevale Soch Le Yahi Waqt Hai Kar Le Puri Aarzu
Aage Bhi Jane Na Tu Pichhe Bhi Jane Na Tu
Jo Bhi Hai Bas Yahi Ek Pal Hai
Aage Bhi Jane Na Tu

Is Pal Ke Sae Me Apna Thikana Hai
Is Pal Ki Aage Ki Har Shay Fasana Hai
Kal Kisne Dekha Hai Kal Kisne Jana Hai
Is Pal Se Payega Jo Tujhko Pana Hai
Jinevale Soch Le Yahi Waqt Hai Kar Le Puri Aarzu
(Aage Bhi Jane Na Tu Pichhe Bhi Jane Na Tu
Jo Bhi Hai Bas Yahi Ek Pal Hai) – (2)

Share your thoughts

Shashi kapoor, Asha bhosle, Sharmila tagore songs, Shashi kapoor songs, Kishore kumar, Sharmila tagore (film actor), Shashi kapoor romantic songs, Shashi kapoor sad song, Sharmila tagore, Sunil dutt, Asha bhosle songs, Actor shashi kapoor, Kishore kumar hit songs, Hits of shashi kapoor, Shashi kapoor hit songs, Shashi kapoor superhit song collection, Shashi kapoor super hit songs, Shashi kapoor song, Songs of shashi kapoor, All shashi kapoor song