Adami Musafir Hai Aata Hai Jaata Hai
Aate Jaate Raste Me Yade Chhodjaata Hai
Adami Musafir Hai Aata Hai Jaata Hai
Aate Jaate Raste Me Yade Chhodjaata Hai
Adami Musafir Hai Adami Musafir Hai
Jhoka Hava Ka Pani Ka Rela
Jhoka Hava Ka Pani Ka Rela
Mele Me Rah Jaye Jo Akela
Mele Me Rah Jaye Jo Akela
Vo Phir Akela Hi Rah Jaata Hai
Adami Musafir Hai
Aata Hai Jaata Hai
Aate Jaate Raste Me
Yade Chhodjaata Hai
Kab Chodta Hai Ye Rog Ji Ko
Kab Chodta Hai Ye Rog Ji Ko
Dil Bhul Jaata Hai Jab Kisi Ko
Dil Bhul Jaata Hai Jab Kisi Ko
Wo Bhulkar Bhi Yaad Aaata Hai
Adami Musafir Hai
Adami Musafir Hai
Aata Hai Jaata Hai
Aata Hai Jaata Hai
Aate Jaate Raste Me Yade Chhodjaata Hai
Adami Musafir Hai
Adami Musafir Hai
Kya Sath Laye Kya Chhodaaye
Kya Sath Laye Kya Chhodaaye
Raste Me Ham Kya Chhodaaye
Raste Me Ham Kya Chhodaaye
Mazil Pe Jaake Yaad Aata Hai
Adami Musafir Hai Aata Hai Jaata Hai
Aate Jaate Raste Me Yade Chhodjaata Hai
Jab Dolati Hai Jivan Ki Naiya
Jab Dolati Hai Jivan Ki Naiya
Koi To Ban Jaata Hai Khivaiya
Koi Kinare Pe Hi Dub Jaata Hai
Adami Musafir Hai Aata Hai Jaata Hai
Aate Jaate Raste Me Yade Chhodjaata Hai
Adami Musafir Hai Aata Hai Jaata Hai
Aate Jaate Raste Me Yade Chhodjaata Hai
Yade Chhodjaata Hai
Yade Chhodjaata Hai
Yade Chhodjaata Hai
Aadmi Musafir Hai Aata Hai Jata Hai (Happy) Song Lyrics from the movie/album Apnapan released in the year 2018 starring Jeetendra, Reena Roy. The song Aadmi Musafir Hai Aata Hai Jata Hai (Happy) was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by J Om Prakash. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts