Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics  | Kaun Sachcha Kaun Jhootha | Rishi Kapoor, Sridevi | Jyoti | Rajesh Roshan

Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics | Kaun Sachcha Kaun Jhootha | Rishi Kapoor, Sridevi | Jyoti | Rajesh Roshan

Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

Jo aaj hain toh kal nahin lamha ye pyaar ka
Kis ko pataa ke kab kahaan hona pada judaah
Jo aaj hain toh kal nahin lamha ye pyaar ka
Kis ko pataa ke kab kahaan hona pada judaah
Lag jaaye yun gale yeh pal na dhale
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

Kaise dilaun main yakeen mujhko zara bataa
Teri main sirf teri tujhko nahin pataa
Kaise dilaun main yakeen mujhko zara bataa
Teri main sirf teri tujhko nahin pataa
Duniya chhod ke rashmein tod ke
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya
Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *