Aadat Hai Voh Song Lyrics from the movie/album Patiala House. The song Aadat Hai Voh was sung by Vishal Dadlani. The music was given by Shankar-Ehsaan-Loy. The lyrics were Penned by Anvita Dutt Guptan

Aadat Hai Voh Lyrics

Khwabon Ke Lifafon Mein Kisso Mein Kitabon Mein
Fursaton Ki Baton Mein Arson Se Khayalon Mein
Thodi Khoyi Hui Kab Se Soyi Hui
Woh Aadat Hai Woh

Karwaton Ki Bahon Mein Silwaton Ki Rahon Mein
Sehmi Sehmi Sanson Mein Surmayi Si Baton Mein
Zid Si Chhute Nahin Mujhse Ruthe Nahin
Woh Aadat Hai Woh

Woh Dekhe Jeedhar Dole Niyat Udhar
Yeh Mehka Hunar Usne Sikha Kidhar
Usko Banane Wala Kuch Kuch Toh Behka Hoga
Jab Bhi Padi Hogi Nazar
Chot Banke Kabhi Aise Dil Pe Lagi
Woh Aadat Hai Woh

Intezaron Mein Rahun Umar Bhar Main Toh Rukun
Dil Ko Kaise Doon Sukoon Uss Se Main Ye Keh Sakun
Yun Zubaan Pe Chadhi Mehngi Jo Hai Padhi
Woh Aadat Hai Woh
Woh Dekhe Jidhar Dole Niyat Udhar
Yeh Mehka Hunar Usne Sikha Kidhar
Usko Banane Wala Kuch Kuch Toh Behka Hoga
Jab Bhi Padi Hogi Nazar
Chot Banke Kabhi Aise Dil Pe Lagi
Woh Aadat Hai Woh
Khwabon Ke Lifaafon Mein Kisso Mein Kitaabon Mein
Fursaton Ki Baaton Mein Arson Se Khayalon Mein
La La La La Woh Aadat Hai Woh

Share your thoughts

Vishal dadlani, Patiala house, Aadat hai voh patiala house, Vishal dadlani songs, Patiala house songs lyrics, Aadat hai voh song, Aadat hai voh, Hindi songs vishal dadlani, Patiala house songs hd, Kishan kumar, Kya karu oh ladies lyrics, Patiala, Kya karu o ladies main hu aadat se majboor, Patiala house songs, Patiala house scenes, Patiala house full movie, Nikhil advani, Patiala house songs remix, Aadat, Vishal shekhar, Vishal shekhar songs