Aabad rahe tera ghar munshi
Khat likh sajan ke naam
Pardesh me jane wale piya
Nahi tere bina aaraam
Kare kya bata o bhula dene wale
Kare kya bata o bhula dene wale
Hame apna kah kar mita dene wale
Kare kya bata o bhula dene wale
Kare kya bata
Hai ro ro ke lut jana
Kismat hamari
Kismat hamari
Tujhe kya kahe o bhula dene wale
Tujhe kya kahe o bhula dene wale
Hame apna kah kar mita dene wale
Kare kya bata o bhula dene wale
Kare kya bata
Bhula kar to aa jao
Mita kar to aa jao
Mita kar to aa jao
Tujhe dhundte hai dua dene wale

