Aa Zara Mere Humnashi
Tham Le
Mujhe Tham Le
Aa Zara Mere Humnashi
Tham Le
Mujhe Tham Le
Zindagi Se Bhag Kar Aaya Hu Mai
Mujhe Tham Le
Aa Zara Mere Hum Nashi Tham Le
Mujhe Tham Le
Aa Zara
Apni Hasti Se Khud Mai Pareshan Hu
Jiski Manjil Nahi Aisa Insan Hu
Apni Hasti Se Khud Mai Pareshan Hu
Jiski Manjil Nahi Aisa Insan Hu
Mai Kaha Tha Kaha Se Kaha Aa Gaya
Kya Se Kya Ho Gaya Mai Bhi Hairan Hu
Aa Zara Mere Humnashi
Tham Le
Mujhe Tham Le
Aa Zara
Bujh Gaya Bhi To Kya Apne Dil Ka Deeya
Ab Na Royenge Hum Roshni Ke Liye
Bujh Gaya Bhi To Kya Apne Dil Ka Deeya
Ab Na Royenge Hum Roshni Ke Liye
Dil Ka Shisha Jo Tuta To Gum Kyu Kare
Dard Kafi Hai Bas Jindagi Ke Liye
Aa Zara Mere Humnashi
Tham Le
Mujhe Tham Le
Aa Zara
Raat Aati Rahi
Raat Jati Rahi
Mere Gum Ka Na Lekin Sawera Hua
Raat Aati Rahi
Raat Jati Rahi
Mere Gum Ka Na Lekin Sawera Hua
Apne Apne Nasibo Ki Bate Hai Ye
Jo Mila Hamko Uska Bahut Sukriya
Aa Zara Mere Humnashi
Tham Le
Mujhe Tham Le
Zindagi Se Bhag Kar Aaya Hu Mai
Mujhe Tham Le
Aa Zara
Aa Zara Mere Ham Nashin Tham Le Mujhe Tham Le Song Lyrics from the movie/album Poonam released in the year 2018 starring Raj Babbar, Poonam Dhillon. The song Aa Zara Mere Ham Nashin Tham Le Mujhe Tham Le was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Harmesh Malhotra. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts