Aa To Gaye Hai Tere Sang Song Lyrics from the movie/album Nishchay released in the year 2018. The song Aa To Gaye Hai Tere Sang was sung by Hemlata, Sushil Kumar. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Aa To Gaye Hai Tere Sang Lyrics

Aa To Gaye Hai Tere Sang Tanhaai Me
Ab Tanhaai Se Dar Lagne Laga Hai
Dil Ki Baate Kahne Ka Yahi Mausam Hai
Tujhe Paane Ko Dil Jid Karne Laga Hai
Aa To Gaye Hai Tere Sang Tanhaai Me
Ab Tanhaai Se Dar Lagne Laga Hai

Diwana Dil Jid Kare To
Baato Me Aana Nahi
Jaane Ye Kya Maang Baithe
Iska Thikana Nahi
Puchhe Bina Tera Koi Jalwa Churana Nahi
Pyasa Bahut Hun Main Lekin Itna Diwana Nahi
Ho Tu Hai Meri Chahat Se Anjana Kya
Tu Hai Meri Chahat Se Anjana Kya
Dun Pyar Ka Najrana Kya
Tujhko Shayad Ab Tak Iska Ilam Nahi
Tere Sang Jine Ko Koi Marne Laga Hai
Aa To Gaye Hai Tere Sang Tanhaai Me
Ab Tanhaai Se Dar Lagne Laga Hai

Tujhko Darane Laga Hai
Dar Ye Sama Raat Ka
Rakhenge Waqt Din Me Agli Mulakaat Ka
Rukta Nahi Ab To Roke
Tufaan Jajbaat Ka
Ho Humse Wahi Ho Na Jaaye Khatra Hai Jis Baat Ka
Main Hun Tera Mujhse Ghabrana Kya
Main Hun Tera Mujhse Ghabrana Kya
Baaho Me Aa Sharmana Kya
Mere Humdum Ab To Hardam Dil Mera
Teri Chahat Ka Hi Dum Bharne Laga Hai
Dil Ki Baate Kahne Ka Yahi Mausam Hai
Tujhe Paane Ko Dil Jid Karne Laga Hai
Aa To Gaye Hai Tere Sang Tanhaai Me
Ab Tanhaai Se Dar Lagne Laga Hai

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar asha romantic songs, Gulshan kumar, Se din dujane dulechhinu song lyrics in english, Oonchi hai building lyrics, Se din dujane dulechhinu song lyrics, Kishore kumar romantic songs video, Yash kumar latest trailer, Aur is dil mein hindi lyrics, Aur is dil mein suresh wadkar & asha bhosle lyrics, Aur is dil mein lyrics in hindi, Ravindra jain songs, Se din dujane dulechhinu lyrics in bengali, Se din dujane dulechhinu lyrics