Aa Ki Ab Aata Nahi Ab Dil Ko Karar Lyrics | Mehbooba | Lata Mangeshkar | Roshan

Aa Ki Ab Aata Nahi Ab Dil Ko Karar Lyrics | Mehbooba | Lata Mangeshkar | Roshan

Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar
Raah takte thak gaya hai intzar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar

Kis kadar bechain hai dunia meri
Kis kadar bechain hai dunia meri
Dil ki har dhadkan me hai aahat teri
Aa ab mai ho rahu mai bekarar
Aa ki ab aata nahi dil ko karar

Dil sadaye de raha hai tu kaha
Dil sadaye de raha hai tu kaha
Muntzir ho chand tare aasma
Ye hawaye ye fizaye ye bahar
Aa ke ab aata nahi dil ko karar

Sath tere wo hasi raate gayi
Sath tere wo hasi raate gayi
Pyar ki rangin mulakaate gayi
Rah gaya hai dard dil ki yadgar
Aa ke ab aata nahi dil ko karar
Aa ke ab aata nahi dil ko karar
Raah takte thak gaya hai intzar
Aa ke ab aata nahi dil ko karar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *