Aa Gaya Hai Panchi Lyrics | Kundan | Asha Bhosle | Ganesh

Aa Gaya Hai Panchi Lyrics | Kundan | Asha Bhosle | Ganesh

Aa gaya hai panchhi
To jaane dungi kaise
Aa gaya hai panchhi
To jaane dungi kaise
Na marne hi dungi
Na jeene dungi aise
Mere haatho ka vaar na khaali jaaye
Dushman aaye ghere me to mara jaaye

Aa gaya hai panchhi
To jaane dungi kaise
Aa gaya hai panchhi
To jaane dungi kaise
Na marne hi dungi
Na jeene dungi aise
Mere haatho ka vaar na khaali jaaye
Dushman aaye ghere me to mara jaaye

In aankho ka ghaayal
Is khanjar ka mara
In aankho ka ghaayal
Is khanjar ka mara
Ha maange na paani bhi
Uthke fir dobara
Dekhna aaj tum dekhna
Main aisi uthi hun ki tufa uthe jaise
Mere haatho ka vaar na khaali jaaye
Dushman aaye ghere me to mara jaaye
Aa gaya hai panchhi
To jaane dungi kaise

Hun naajuk to samjhe nishana halka hai
Hun naajuk to samjhe nishana halka hai
Ho accha to ye lo ji mera vaar chalta hai
Dekhna aaj tum dekhna
Aur main bhi dekhungi bachta hai koi kaise
Mere haatho ka vaar na khaali jaaye
Dushman aaye ghere me to mara jaaye
Aa gaya hai panchhi
To jaane dungi kaise
Aa gaya hai panchhi
To jaane dungi kaise
Na marne hi dungi
Na jeene dungi aise
Mere haatho ka vaar na khaali jaaye
Dushman aaye ghere me to mara jaaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *