Aa Chandni Bhi Lyrics | Roomaniyat (Album) | Shishir Parkhie | Shishir Parkhie

Aa Chandni Bhi Lyrics | Roomaniyat (Album) | Shishir Parkhie | Shishir Parkhie

Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
Palko pe sitaro ko liye raat khadi hai
Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai

Ye baat ki surat ke bhale
Dil ke bure ho
Ye baat ki surat ke bhale
Dil ke bure ho
Dil ke bure ho
Allah kare jhuth ho
Bahuto se suni hai
Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai

Wo maathe ka matla ho
Ke hontho ke do misre
Wo maathe ka matla ho
Ke hontho ke do misre
Wo maathe ka matla ho
Ke hontho ke do misre
Ke hontho ke do misre
Bachpan se gazal hi meri mehbub rahi hai
Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai

Gazalo ne wahi julfo ke faila diye saaye
Gazalo ne wahi julfo ke faila diye saaye
Gazalo ne wahi julfo ke faila diye saaye
Faila diye saaye
Jin raaho pe dekha hai dhup kadi hai
Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai

Hum delhi bhi ho aaye hai
Lahore bhi ghume
Hum delhi bhi ho aaye hai
Lahore bhi ghume
Hum delhi bhi ho aaye hai
Lahore bhi ghume
Lahore bhi ghume
Ae yaar magar teri gali
Teri gali hai
Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
Palko pe sitaro ko liye raat khadi hai
Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
Aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
Aa chandni bhi meri tarah

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *