Aa Ab Laut Chalein Song Lyrics from the movie/album Aa Ab Laut Chalen. The song Aa Ab Laut Chalein was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The music was given by Nadeem-Shravan. The lyrics were Penned by Sameer

Aa Ab Laut Chalein Lyrics

Dulhan Si Saji Dharti Khula Yeh Aasman
Bulaata Hai Humein Phir Woh Chaahat Ka Sama
Aa Ab Laut Chalein…

Anjaan Tha Main Nadaan Tha Main
Tere Pyar Ko Jo Na Samajh Paaya
Tunein Itna Bechain Kiya
Main Tere Paas Chala Aaya
Teri Saansein Mera Jeevan
Mere Dil Mein Tera Ghar Hai
Zara Dekhe Koi Isko
Yeh Jannat Se Bhi Sundar Hai
Bina Tere Nahin Chaina
Nahin Chaina Yahaan
Aa Ab Laut Chalein …

Ek Pal Ke Liye Ek Din Ke Liye
Na Door Maein Tujhse Jaungi
Teri Palkon Ki In Galiyon Mein
Sapno Ki Sej Sajaungi
Tujhe Dekhun Tujhe Chaahun
Teri Khushboo Mein Kho Jaun
Yahi Meri Tamanna Hai Teri Baahon Mein So Jaun
Dard-e-dil Nahin Sehna
Nahin Sehna Yahaan
Aa Ab Laut Chalein

Share your thoughts

Aa ab laut chalen, Aa ab laut chalen songs, Aa ab laut chalen alka yagnik & udit narayan, Alka yagnik songs, Aa ab laut chalen hindi songs, Alka yagnik, Aa ab laut chalen akshaye khanna & aishwarya rai bachchan, Udit narayan songs, # udit narayan aa ab laut chalen, Aa ab laut chalen movie songs, Aa ab laut chalen lyrics in hindi, # aa ab laut chalen title song with lyrics, Aa ab laut chalen lyrics in english, Aa ab laut chalen lyrics, Lyrics of aa ab laut chalen